Mufiq
Rafhak
Khushboo sirf ek ehsaas nahi, yeh aapki pehchan ka woh hissa hai jo bina kuch kahe sab kuch keh jata hai. MR Fragrance ki har ek bottle ke pichhe hai ek junoon—ek aisi mehak tayaar karne ka jo seedha dil par asar kare.
"Do bhaiyon ki soch aur mehnat se bani, yeh aisi khushboo hai jo sirf mehakti nahi, yaadgar ban jaati hai."